“Tapish sooraj ki hoti hain
Jalna zameen ko padtaa hain,
Kusoor aankhon ka hota hain
Jalna dil ko padtaa hain”
“Surme se likhe tere vaade
Aakhon ki zabaani bole hain”
“Teri aakhon ke siva duniyan mein rakhkha kya hain”
“aakhen bhi hoti hain dil ki zubaan”
“Kaho na kaho yeh aakhen bolti hain”
“Sab kuch hain mehfil mein
bas aapki kami hain,
Hont to muskuraa he hain
Bas aakhon mein nami hain”
Moral of the story, Keep your eyes closed for most of the time..:)
No comments:
Post a Comment